Aaj Ki Hadees (Roman Hindi)
Salam me pehal wo hi karta hai jo Allah se Qareeb ho
Salam me pehal wo hi karta hai jo Allah se Qareeb ho
Abu Umamah (R.A) se Riwayat hai ke, RasoolAllah (ï·º) se kisi ne puchha ke jab Aadmi ek doosre se mile tou un dono me se koun pehle Salaam kare?. Aap (ï·º) ne farmaya: "Jo un dono me Allah ke Nazdeek Zyada Behtar ho."
📕 Jami at-Tirmidhi 2694
Hadith: Salam Karne wala Allah se sabse Jyada Qareeb hai
Abu Umamah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah ï·º ne Irshad farmaya: "Wo Aadmi Allah ke Zyada Qareeb hai Jo Salaam karne me pehal karta hai."
📕 Sunan Abi Dawud 5197
0 Comments: